Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeGanwaar (1970)
HomeGanwaar (1970)
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


duniya hanse hansti rahe main hoon ganwaar mujhe sab se hai pyaar kuchh bhi kahe kehti rahe main hoon ganwaar mujhe sab se hai pyaar duniya hanse ha ha hansti rahe main hoon ganwaar mujhe sab se hai pyaar nagari nagari gaata chal apna raag sunata chal pyaar sanam hai pyaar khuda duniya ko samjhata chal sune na sune koi teri pukaar duniya hanse hansti rahe main hoon ganwaar mujhe sab se hai pyaar kuchh bhi kahe kehti rahe main hoon ganwaar mujhe sab se hai pyaar tumse bhi pyaar unse bhi pyaar ram se bhi pyaar hai raheem se bhi pyaar na main sadhu saniyasi na jogi na vanwasi ghum aaya ganga jamuna lekin ab tak hai pyaasi man ki dholak tan ka sitaar duniya hanse hansti rahe main hoon ganwaar mujhe sab se hai pyaar kuchh bhi kahe han han kehti rahe main hoon ganwaar mujhe sab se hai pyaar hayeeeeeeeeeee kitne hi dhanwaan mile dharti ke bhagwaan mile ek tamana baaki hai in mein koi insaan mile jisko salaam karun sau sau baar duniya hanse hansti rahe main hoon ganwaar
humse to achchhi teri paayal gori ke baar baar tera badan chumen ke baar baar tera badan chumen khota hai mann tera paapi sajan nazariyaa se mora joban chumen nazariyaa se mora joban chumen haannnn humse to achchhi teri paayal gori ke baar baar tera badan chumen ke baar baar tera badan chumen soch ke mujhko haath lagana soch ke mujhko haath lagana shola hoon main jal nahin jaana kaise kahoon jab se hua tera mera saamna dil ne kaha bina piye main to gira thamna main wo kanwari kali hoon balam ke dar dar ke jisko pawan chumen ke dar dar ke haaannnn ke dar dar ke jisko pawan chumen haannnn humse to achchhi teri paayal gori ke baar baar tera badan chumen ke baar baar tera badan chumen naach ri itna thak jaaye payal naach ri itna thak jaaye payal humra karejwa ho jaaye ghayal meri dagar rakhiyo kadam chhaila dekh bhaal ke le naa jaaye meri nazar dil tera nikaal ke haaye gaalon ki kali kali khil khil uthe jo ek baar mukhda sajan chumen jo ek baar haaye ek baar mukhda
mehka mehka roop tumhara behki behki chaal aye phoolon ki daal ye raahi puchhe ek sawal tumhara naam kya hai tumhara naam kya hai tumhara naam kya hai tumhara naam kya hai mehka mehka roop tumhara behki behki chaal aye phoolon ki daal ye raahi puchhe ek sawal tumhara naam kya hai tumhara naam kya hai tumhara naam kya hai tumhara naam kya hai honth ye gulabi aur aankh ye sharabi jo dekh le to kaise na wo bhoole raasta jaan lene waali ye saadagi tumhari do roz aur jeene do khuda ka waasta khuda ka waasta o mehka mehka roop tumhara behki behki chaal aye phoolon ki daal ye raahi puchhe ek sawal tumhara naam kya hai tumhara naam kya hai tumhara naam kya hai tumhara naam kya hai dolti nigaahen ye bolti adaaen kusoor mera kya jo mujhe pyaar ho gaya hai chaal mastaani ye jhoomti jawaani ke dekhte hi dil ka qaraar kho gaya qaraar kho gaya o mehka mehka roop tumhara behki behki chaal aye phoolon ki daal ye raahi puchhe ek sawal tumhara naam kya hai tumhara naam kya hai
idhar sharaab ka saagar udhar shabaab ka jaam ise piye ya use soch mein sharaabi hai sharaab se to bujha lunga pyaas honthon ki shabaab aankh se pee lun to kya kharaabi hai pee kar sharaab khelunga main to main to shabaab se haaye baithe hain mere saamne chehre gulaab se hmm haa pee kar sharaab khelunga main to main to shabaab se haaye baithe hain mere saamne chehre gulaab se hey hey saaqi idhar surahi udhar zulf hai khuli aise mein zindagi hai nashe se dhuli dhuli saaqi idhar surahi udhar zulf hai khuli aise mein zindagi hai nashe se dhuli dhuli uff tauba ek khwab dekhta hoon ya jaga hun khwab se pee kar sharaab khelunga main to main to shabaab se haaye baithe hain mere saamne chehre gulaab se pee kar main ladkhada gaya to badi baat kya huyi bahke na pee ke raat ko to raat kya huyi hun haa haa haa main ladkhada gaya to badi baat kya huyi bahke na pee ke raat ko to raat kya huyi maaf karna paani nahin sharaab piyun jo hisaab se pee kar sharaab khelunga main to main
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Duniya Hanse Hansti Rahe Ganwaar (1970) 03:50 36636
 
Poster of Ganwaar (1970)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1970
Lyricist
Rajinder Krishan
Music Director- 
Naushad
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Rajendra Kumar
Duration : 03:50   Song Number : 36636   

Humse To Achchhi Teri Paayal Ganwaar (1970) 05:02 16240
 
Poster of Ganwaar (1970)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1970
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Naushad
On Screen Actors- 
Rajendra Kumar, Vyjayanthimala
Duration : 05:02   Song Number : 16240   

Mehka Mehka Roop Tumhara Ganwaar (1970) 03:50 36635
 
Poster of Ganwaar (1970)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1970
Lyricist
Rajinder Krishan
Music Director- 
Naushad
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Vyjayantimala, Rajesh Kumar
Duration : 03:50   Song Number : 36635   

Pee Kar Sharaab Khelunga Ganwaar (1970) 04:54 37749
 
Poster of Ganwaar (1970)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1970
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Naushad
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Rajendra Kumar, Pran
Duration : 04:54   Song Number : 37749